Saturday, January 24, 2015

.


1 raja tha...
1 din khabarchi ne raja ko bataya, sarakar bilkul
apki shakal ka 1 dhobi apke rajya me rahta hai .
Raja ne aadesh diya, usse bulaya jaye.
Dhobi darbar me hazir hota hai.
Raja dhobi ko dekhkar muskuraya aur puchha -
Raja :
kya pahle kabhi tumhari mata ji darbar me kaam
karti thi ?
Dhobi:
Nahi sarkar !
Abba huzur karte they.


Posted via Blogaway

No comments:

Post a Comment