Saturday, January 24, 2015

.


Santa ki party mein dinner
karte hue Banta ke paas Jeeto
ji aayi aur boli, "Kya Banta ji,
aapne toh kuch liya hi nahi,"
aur chicken ki ek tangri uthha
ke unki plate mein rakh diya.
Party khatam hone par Santa
ne Banta se puchha, "Oye yaar
Banta, khana kaisa tha?"
Banta, "Dishes toh sabhi
badiya thi, par last mein
bhabhi ji ne jo taang utha ke
di na uska toh maza hi kuch
aur tha, wah yaar mazaa aa
gya ."


Posted via Blogaway

No comments:

Post a Comment